Sharab Shayari in Hindi – top 80+ best Shayari for sharabi

Sharab Shayari In Hindi

Sharab shayari in Hindi. Sharab aur dard shayaron ke liye paani aur hawa jaise hai dono ke bina jeena Mumkin hi nahi unka. Beer/sharab is synonyms of pain in the world of writers. So here we present all top best Sharab Shayari in Hindi.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

मैं बताऊंगा इश्क क्या है,
पहले उससे कोई मिलाए तो सही,
मैं अपने सारे दुख जाहिर करूंगा,
पहले कोई शराब पिलाई तो सही।
@_the.blessing.of.god_
Main bataunga ishq kya hai,
Pehle usse koi milaye toh sahi,
Main apne saare dukh jahir karunga,
Pehle koi sharab pilaye toh sahi.

शाखों पर बचे सभी फूल अब मलाल के हैं,
बहुत उदास तुझे हम दिल से निकाल के है,
हमारे बारे में कहते हैं शहर के यह लोग,
की शराब तो पीते हैं हम पर आदमी कमाल के हैं।
@adhura_shayar_2
Shakhon par bache sabhi ful malaal ke hai,
Bahut udaas tujhe hum dil se nikaal ke hai,
Humare baare mein kehte hai sheher ke ye log,
Ki sharab toh pite hai hai hum par aadami kamal ke hai.

कोई हदें नहीं होंगी चाहतों की गौर से डूब जाए जो इसमें,
मोहब्बत एक मयखाना है कम पीने वाले ना आए इसमें।
– @adhura_shayar_2
Koi hadein nahi hongi chahton ki gaur se dub jaate jo isme,
Mohabbat ek maykhana hai kam pine waale na aaye isme.

Also check out this post – Shayari On Death Saddest And Savage 85+ Hindi Death Shayari

Sharab Shayari in Hindi Font

Sharab Shayari in Hindi Font

तुम मिलने कब आओगे मैंने सारी तैयारियां कर रखी है,
बहुत दिन हो गए तुमसे मिले,
तुम आओगे मुझसे मिलने,
इस बहाने मैंने महंगी शराब ले रखी है।
– @_the.blessing.of.god_
Tum milne kab aaoge meine saari taiyaarian kar rakhi hai,
Bahut din ho gaye tumse mile,
Tum aaoge mujhse milne,
Is bahane meine mehgi sharab ke rakhi hai.

हर शनिवार इतवार मुझे उसका इंतजार रहता है,
वो आएगा या नहीं बस इसी ख्यालों में पूरा सप्ताह उलझा रहता है।
– @_the.blessing.of.god_
Har shaniwaar itwaar mujhe uska intezaar rehta hai,
Wo aayega ya nahi bas isi khayalon mein pura saptaah uljha rehta hai.

मैं मुद्दत से मुरादी हूं, भरोसा रख मैं राजी हूं,
तुझे शायद पता ना हो, तेरी तरह शराबी हूं।
@deepakkripal
Main muddat se muraadi hu, bharosa rakh mein razi hu,
Tujhe shayad pata na ho, teri tarah sharabi hu.

कब,क्यों, कोन, कैसे — कायदे बहुत है,
महफिलों में शराब पीने के फायदे बहुत है।
– @shayar_surd
Kab, Kyun, kon, kaise — kayade bahut hai,
Mehfilon mein sharab pine ke fayede bahut hai.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

अजाब ए इश्क़ के मुकाबले मेरे साथ ना लगा,
इश्क़ घुला है इस जाम में इसे हाथ ना लगा।
@shayar_surd
Ajab a ishq ke mukabale mere sath na laga,
Ishq ghula hai is jaam mein ise hath na laga.

दोस्त मैं एक चीज बड़ी लाजवाब लाया हूं,
यार सारंग अब तो शायरी सुना ये देख मैं शराब लाया हूं।
@saranggraut
Dost main ek chiz badi lajawaab latya hu,
Yaar sarang ab toh shayari suna ye dekh main sharab laya hu.

फ़ुरसत ए ऐब हो तो कदम रखूं तेरे मयखाने में,
अभी मशरूफ हूं ऐ साकी तुझे भुलाने में।
– @shayar_surd
Fursat a aeb ho toh kadam rakhun tere maykhane mein,
Abhi mashruuf hu aye saaki tujhe bhulane mein.

शराब के जैसा किरदार है मेरा साहब,
किसी को जान से ज्यादा प्यारा हूं,
तो,
किसी को नाम से ही नफरत है।
@jtndrmalikk
Sharab ke jaisa kidaar hai mera shahab,
Kisi ko jaan se zayada pyaara hu,
Toh,
Kisi ko naam se hi nafrat hai.

Sharab Shayari in Hindi - Sharab Shayari

Sharab Shayari in Hindi – Sharab Shayari

साकी जरा निगाहें मिला कर तो देखना,
कमबखत होश में तो नहीं आ गया हूं मैं।
@shajarekhwab
Saaki zara nigaahein mila kar toh dekhna,
Kambakhton hosh mein toh nahi aa gaya hu main.

मेरे साथ पीने वाले यार महफिल से फरार है,
ऐ अब्र आज मयकदे में बारिश की दरकार है।
– @shayar_surd
Mere sath pine waale yaar mehfil se faraar hai,.aye abr aaj maykade mein baarsih ki darkaar hai.

छोड़ जाना, बस इतना इत्तेफाक रखना,
किफायती दोस्त, विलायती शराब रखना।
– @deepakkripal
Chod jana, bas itna itefhaak rakhna,
Kifayati dost, vilayati sharab rakhna.

बैठा तो बड़े शौक से हूं हाथ में जाम लेकर,
फस ना जाऊं कहीं महफिल में उनका नाम लेकर।
– @shayar_surd
Baitha toh bade shaukh se hu hath mein jaam lekar,
Fas na jaun kahi mehfil mein unka naam lekar.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

मेरे कब्र पर ना तो गुलाब लेकर आना,
ना ही अधूरे ख्वाब लेकर आना,
खुले जो शराब के मयखाने हो तो बस एक बोतल महकती शराब लेके आना।
@decent_shayar
Mere kabr par na toh gulaab leke aana,
Na hi adhure khwaab leke aana,
Khule jo sharab ke maykhane toh bas bas ek bottle mehekti sharab leke aana.

नशा पीला के गिराना तो सबको आता है,
मजा तो तब है की गिरते को थाम ले साकी।
@shayr_hoo_janab
Nasha pila ke girana toh sabko aata hai,
Maza toh tab hai ki girte ko thaam le saaki.

ढल गया आफताब ऐ साकी,
ला पिला दे शराब ऐ साकी,
मैकदा छोड़कर कहां जाऊं है ख़राब जमाना ऐ साकी।
– @shajarekhwab
Dhal Gaya aaftaab aye saaki,
Laa pila de sharab aye saaki,
Maykda chodkar kaha jaun hai kharab jamaane aye saaki.

जाहिद शराब पीने से काफिर हुआ मैं क्यों,
क्यों डेढ चुल्लू पानी में ईमान बह गया।
@sahastradhara_
Jahid sharab pine se kaafir hua main kyun,
Kyun dedh chuulu paani mein imaan beh gaya.

Sharab Shayari in Hindi - Sharab Shayari Punjabi

Sharab Shayari in Hindi – Sharab Shayari Punjabi

किसी अच्छे खासे होनहार इंसान को बर्बाद करना हो तो,
उसको दो लत लगवा दो पहले इश्क की दूसरी शराब की।
Raj Dubey
Kisi ache khaase honhaar insaab ko barbaad karna ho toh,
Uski do lat lagwa do pehle ishq ki dusari sharab ki.

नशे में हूं अब और कितना छुपाया जाए,
चलो अब सच सबको बताया जाए,
जो पीते हैं उनसे कोई डर नहीं है हमें,
जो नहीं पीते हैं इस बार उनको पिलाया जाए।
Alok Maurya
Nashe mein hu ab aur kitna chipata jaye,
Chalo ab sach  sabko bataya jaye,
Jo pure hai unse koi dar nahi hai hume,
Jo nahi pite hai is baar unko pilaya jaye.

कमल पर कितना उमड़ रहे हैं नदी में उठते भवर को देखो,
शराब हो जाए सारा पानी नदी में एक बार उतर के देखो,
महक उठेगा ह्रदय सावन स्वयं से तुमको फिर इश्क होगा,
मेरी नजर के इन आइनों में तुम अपना चेहरा सवर के देखो।
Amit Jain
Kamal par kitna umad rahe hai nadi mein uthate bhawar ko dekho,
Sharab jo jaye saara paani nadi mein ek baar utar ke dekho,
Mehek uthega hidray sawan swain se tumko fhir ishq hoga,
Meri nazar ke in aaino mein tum apna chehra sawar ke dekho.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

मैं खुशबू बना गर तू गुलाब हो जाए,
मैं बनूं जवाब गर तू सवाल हो जाए,
आदत नहीं पैमाने की हरगिज मुझे,
मैं पी भी लूंगा गर तू शराब हो जाए।
Tariq khan
Main khusbu bana gar tu gulaab ho jaye,
Main banu jawab gar tu sawal jo jaye,
Aadar nahi paymaane ki hargiz mujhe,
Main pii bhi lunga gar tu sharab ho jaye.

जनाब शराब पीना भी एक कला है,
कमबखत कई गम खोलने पड़ते हैं,
एक शीशे के प्याले में,
तभी जाकर कहीं फकीर नवाब बन जाते है रंगीन मयखाने में।
Sagar Mane
Janab sharab pina bhi ek kala hai,
Kambakht jaye gun kholne pade hai,
Ek shishe ke pyale mein,
Tabhi jaakar kahi fakir nawab ban jaate hai rangin maykhane mein.

के कह दो जमाने से वो कोई और होंगे जो,
महबूब के छोड़ जाने से बैठ जाते हैं शराबखाने में,
हम तो आज भी डूब जाते हैं मोहब्बत के पैमाने में।
Khilona Kanpuri
Ke keh do jamaane se wo koi honge jo,
Mehbub ke chod jaane se baith jate hai sharabkhane mein,
Hum toh aaj bhi dub jaate hai mohabbat ke paymane mein.

Sharab Shayari in Hindi - Sharab Shayari in Urdu

Sharab Shayari in Hindi – Sharab Shayari in Urdu

थोड़ी सी आग लगी और उसमे पूरी बॉटल मिला दी हमने,
राख होना बाकीं था, के उसी चिंगारी से सिगरेट जला ली हमने,
दिल जला राख हुआ, और चारो तरफ धूया ही धुया फैला समा में,
और औरों से लिपट राख बना लिया खुद को ये अफवाह फैला दी हमने।
Ankit Mishra
Thodi si aag lagi aur usme puri bottle mila di humne,
Raakh hona baaki tha, ki usi chingaari se cigarette jala li humne,
Dil jala raakh hua, aur charon taraf dhuya hi dhuya faila sama mein,
Aur auron se lipat raakh bana diya khud ko ye afwaag faila di humne.

ना तेरा ना मेरा यह वक्त का कुसूर है,
छाया जो मुझ पर मोहब्बत का फितूर है,
चढ़ती नहीं हर शराब यूं मुझको ए सनम,
न जाने चढ़ गया कैसे तेरा ये सुरूर है।
Pratik Baghel
Na tera na mera ye wakt ka kusoor hai,
Chaya jo mujh par mohabbat ka fitoor hai,
Chadhti nahi har sharab yun mujhko aye sanam,
Na jaane chd agya kaise tera ye suroor hai.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

शाख से लगे पत्तों को गिराया जा सकता है,
महफिल लगे तो तेरी बेवफाईयो के किस्से सुनाया जा सकता है,
जाम से जाम छलका कर मैंने जाना,
शराब पीकर तुझे भुलाया भी जा सकता है।
Sohail Raza
Shaakh se lage paton ko giraya jaa sakta hai,
Mehfil lage toh teri bewafaiyon ke kisse sunaya jaa sakta hai,
Jaam se jaam chalka kar meine jaana,
Sharab pikar tujhe bhulaya bhi jaa sakta hai.

तेरे हर सवालों का जवाब हो जाए,
अंश अगर थोड़ा और खराब हो जाए,
अंश नशा तो नहीं करता यारों,
पी जाऊं अगर तो वो शराब हो जाए,
आंखों में रोक रखे हैं जो अंश के आंसू,
जमीन पे पड़ जाए तो तेजाब हो जाए।
अंश
Tere har sawalon ka jawab ho jaye,
Ansh agar thoda aur kharab ho jaye,
Ansh nasha toh karta yaaron,
Pi jaun agar toh bhi sharab ho jaye,
Aankhon mein rok rakhein hai jo ansh ke aasun,
Jameen pe pad jaye toh tejaab ho jaye.

Sharab Shayari in Hindi - Sharab Shayari in English

Sharab Shayari in Hindi – Sharab Shayari in English

बंद हुए हैं जिनके लिए खुशियों के रास्ते,
मयखाने खोले गए उनके ही वास्ते,
दीवाने हो जाते जो ना मिलती शराब,
कौन कहता है दारू खराब।
Gaurav Kundu
Band hue jinke liye khushiyon ke rastein,
Maykhane khole gaye unke hi vastein,
Dewaane ho jaate jo na milti sharab,
Kon kehta hai daaru kharab.

एक शराब की बोतल दबोच रखी है,
तुझे भुलाने की तरकीब सोच रखी है।
– Unknown
Ek sharab ki botal daboch rakhi hai,
Tujhe bhulane ki tarakeeb soch rakh hai.

हम तो बदनाम हुए कुछ इस कदर दोस्तों,
की पानी भी पियें तो लोग शराब कहते हैं।
– Unknown
Ham to badnaam huye kuchh is kadar dosto,
Ki paani bhi piyen to log sharab kahate hai.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

तुम आस पास ना आया करो जब मैं शराब पीता हूँ,
क्या है कि मुझसे दुगना नशा सभांला नहीं जाता।
– Unknown
Tum aas paas aa aaya karo jab main sharab peeta hoon,
Kya hai ki mujhse dugna nasha sabhala nahin
jaata.

पीता हूँ जितनी उतनी ही बढ़ती है तिश्नगी,
साक़ी ने जैसे प्यास मिला दी शराब में।
– Unknown
Peeta hun jitni utni hi badhti hai tishnagi,
Saqi ne jaise pyaas mila di sharab mein.

शिकन न दाल जबीन पर शराब देते हुए,
ये मुस्कुराती हुई चीज़ मुस्कुरा के पीला।
– Unknown
Shikan na daal jabin par sharab dete hue,
Ye muskurati hui cheez muskura ke pila.

रहता हूँ मैखाने में तो शराबी न समझ मुझे,
हर वो शख्स जो मस्जिद से निकले नमाज़ी नहीं होता।
– Unknown
Rehta hu maikhane mein to sharabi na samajh mujhe,
Har wo shakhs jo masjid se nikle namazi nahi hota.

Sharab Shayari in Hindi - Mirza Ghalib sharab shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi – Mirza Ghalib sharab shayari in Hindi

बहुत अमीर होती है ये शराब की बोतलें,
पैसा चाहे जो भी लग जाए सारे ग़म ख़रीद लेतीं हैं।
– Unknown
Bahut ameer hoti hai ye sharab ki botlen,
Paisa chahe jo bhi lag jaye sare gam khareed leti hai.

मुझे ऐसी शराब बता ऐ दोस्त,
नशा-ए-इश्क उतार पाऊ मै।
– Unknown
Mujhe aisi sharab bata ai dost,
Nasha-e-ishq utaar paun main.

न जख्म भरे, न शराब सहारा हुई
न वो वापस लौटी न मोहब्बत दोबारा हुई।
– Unknown
Na jakhm bhare, na sharab sahara hui,
Na wo wapas lauti na mohabbat dobara hui.

मयखाने से पूछा आज इतना सन्नाटा क्यों है,
बोला, साहब लहू का दौर है शराब कौन पीता है।
– Unknown
Mayakhane se poochha aaj itna sannata kyu hai,
Bola, saahab lahoo ka daur hai sharab kaun peeta hai.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

ज़ाहिद शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर,
या वो जगह बता दे जहाँ पर ख़ुदा न हो।
– Unknown
Zaahid sharab peene de masjid mein baith kar,
Ya wo jagah bata de jahaan par khuda na ho.

अब तो उतनी भी बाकी नहीं मय-ख़ाने में,
जितनी हम छोड़ दिया करते थे पैमाने में।
– Unknown
Ab to utani bhi baaki nahin maykhaane mein,
Jitni ham chhod diya karte the paimaane mein.

कुछ भी बचा न कहने को हर बात हो गई,
आओ कहीं शराब पिएँ रात हो गई।
– Unknown
Kuchh bhi bacha na kahne ko har baat ho gayi,
Aao kahin sharaab peeyen raat ho gayi.

पिला दे ओक से साक़ी जो हम से नफ़रत है,
पियाला गर नहीं देता न दे शराब तो दे।
– Unknown
Pila de ok se saaqi jo ham se nafarat hai,
Piyaala gar nahin deta na de sharab to de.

Sharab Shayari in Hindi - Urdu Sharab Shayari

Sharab Shayari in Hindi – Urdu Sharab Shayari

शिकन न डाल माथे पर शराब देते हुए,
ये मुस्कुराती हुई चीज़ मुस्कुरा के पिला।
– Unknown
Shikan na daal maathe par sharab dete huye,
Ye muskuraati huyi cheez muskura ke pila.

वो भी दिन थे जब हम भी पिया करते थे,
यूँ न करो हमसे पीने पिलाने की बात,
जितनी तुम्हारे जाम में है शराब,
उतनी हम पैमाने में छोड़ दिया करते थे।
– Unknown
Wo bhi din the jab hum bhi piya karte the,
Yun na karo humse peene pilane ki baat,
Jitni tumhare jaam mein hai sharab,
Utni hum paimane mein chod diya karte the.

नशा ज़रूरी है ज़िन्दगी के लिए,
पर सिर्फ शराब ही नहीं है बेखुदी के लिए,
किसी की मस्त निगाहों में डूब जाओ,
बड़ा हसीं समंदर है खुदखुशी के लिए।
– Unknown
Nasha zaroori hai zindagi ke liye,
Par sirf sharab hi nahi hai bekhudi ke liye,
Kisi ke mast nigahon mein doob jao,
Bada haseen samandar hai khudkhushi ke liye.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

नशा हम किया करते हैं
इल्ज़ाम शराब को दिया करते हैं,
कसूर शराब का नहीं उनका है
जिसका चेहरा हम जाम में तलाश किया करते हैं।
– Unknown
Nasha ham kiya karte hai,
Ilzaam sharab ko diya karte hain,
Kasoor sharab ka bahin unka hai
Jiska chehra ham jaam mein talash iiya karte hai.

ग़म इस कदर मिला कि घबरा के पी गए,
ख़ुशी थोड़ी सी मिली तो मिला के पी गए,
यूँ तो ना थी जनम से पीने की आदत,
शराब को तनहा देखा तो तरस खा के पी गए।
– Unknown
Gham is kadar mila Ki ghabra ke pee gaye,
Khushi thodi si mili to mila ke pee gaye,
Yun to naa thi janam se peene ki aadat,
Sharab ko tanha dekha toh taras kha ke pee gaye.

Sharab Shayari in Hindi - 2 line sharab shayari

Sharab Shayari in Hindi – 2 line sharab shayari

नशा मोहब्बत का हो या शराब का,
होश दोनों में खो जाते हैं,
फर्क सिर्फ इतना है की शराब सुला देती है,
और मोहब्बत रुला देती है।
– Unknown
Nasha mohabbat ka ho ya sharab ka,
Hosh dono mein kho jate hai,
Fark sirf itna hai ki sharab sula deti hai,
Aur mohabbat rula deti hai.

मेरी कबर पे मत गुलाब ले कर आना,
न ही हाथों में चिराग ले कर आना,
प्यासा हूँ मैं बरसो से सनम,
बोतल शराब की और एक गिलास ले कर आना।
– Unknown
Meri kabar pe mat gulab le kar aana,
Na hi haathon mein chiraag le kar aana,
Pyasa hu main barso se sanam,
Botal sharab ki aur ek glass le kar aana.

मत पूछ उसके मैखाने का पता ऐ साकी,
उसके शहर का तो पानी भी नशा देता है.
– Unknown
Mat punchh usake maikhane ka pata e saki,
Usake shahar ka pani bhi nasha deta hai.

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

मिलावट है तेरे इश्क में
इत्र और शराब की,
कभी हम महक जाते हैं
कभी हम बहक जाते हैं
– Unknown
Milawat hai tere ishk mein,
Itr aur sharab ki,
Kabhi ham mahak jate hai,
Kabhi hum bahak jaate hai.

आए थे हँसते खेलते मय-ख़ाने में ‘फ़िराक़’
जब पी चुके शराब तो संजीदा हो गए
– Unknown
Aaye the hansate khelate maykhane mein “firak”
Jab pee chuke sharab to sanjida ho gaye.
 
तुम्हारी आँखों की तौहीन है, ज़रा सोचो
तुम्हारा चाहने वाला शराब पीता है.
– Unknown
Tumhari ankhon ji tauhin hai, jara socho,
Tumhaara chahane wala sharaab peeta ho.

Sharab Shayari in Hindi - long Sharab Shayari

Sharab Shayari in Hindi – long Sharab Shayari

मुझ तक कब उनकी बज़्म में आता था दौर-ए-जाम
साक़ी ने कुछ मिला न दिया हो शराब में.
– Unknown
Mujh tak kab unaki bazm mein aata tha daure-e-jaam,
Saki ne kuchh mila naa diya ho sharab mein.
 
हम तो समझे थे के बरसात में बरसेगी शराब
आई बरसात तो बरसात ने दिल तोड़ दिया.
– Unknown
Ham to samjhate the ke barasaat mein baresegi sharab,
Ayi barsaat to barsat ne dil tod diya.

उनकी आंखें यह कहती रहती हैं
लोग नाहक शराब पीते हैं.
– Unknown
Unaki ankhe yah kahati rahati hai,
Log nahak sharab peete hai.
  
तुम्हें जो सोचें तो होता है कैफ़-सा तारी,
तुम्हारा ज़िक्र भी जामे-शराब जैसा है.
– Unknown
Tumhe jo soche to hota hai kaif-sa taari,
Tumhaara zikr bhi jaame-sharab jaisa hai.  

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

रह गई जाम में अंगड़ायाँ लेके शराब,
हम से माँगी न गई उन से पिलाई न गई
– Unknown
Reh gayi jaam mein angdhaiyan leke sharab,
Hum se maangi na gayi un se pilati gayi sharab.

टूटे तेरी निगाह से अगर दिल हबाब का
पानी भी फिर पिएं तो मज़ा दे शराब का.
– Unknown
Tute teri nigaho se agar dil habaab ka,
Pani bhi fir peeye to maza de sharab ka.  

निगाह-ए-साक़ी से पैहम छलक रही है शराब,
पिओ की पीने-पिलाने की रात आई है.
– Unknown
Nigah-e-saki se paiham chhalak rahi hai sharab,
Peeo ki peene-peelane ki raat aayi hai. 

Sharab Shayari in Hindi

Sharab Shayari in Hindi

उन्हीं के हिस्से में आती है ये प्यास अक्सर,
जो दूसरों को पिलाकर शराब पीते हैं.
– Unknown
Unhi ke hisse mein aati hai ye pyaas aksar,
Jo dusaro ko peelakar sharab peete hai.    

बस एक इतनी वजह है मेरे न पीने की
शराब है वही साक़ी मगर गिलास नहीं.
– Unknown
Bas ek itani wazah hai mere na peene ki,
Sharab hai wahi saki magar gilas nahi.

आज इतनी पिला साकी के मैकदा डुब जाए
तैरती फिरे शराब में कश्ती फकीर की.
– Unknown
Aaj itani pila saki ke maikada dub jaye,
Tairati fhire sharab mein kashti fakir ki.

Share:

Share on facebook
Share on twitter
Share on whatsapp
Share on telegram

Leave a Comment

Social Media

Most Popular

Get The Latest Updates

Subscribe To Our Weekly Newsletter

No spam, notifications only about new products, updates.

Categories

Related Posts

shayari on dosti
50+ Best And Beautiful I love you Shayari
Best Shayari for lovers 50+ best ones